Skip to main content

Jo bhi hota hai achche k liye hi hota hai..

Jindagi bhut khubaurat hoti hai isse badhkar kuch bhi nhi....jindagi me koi bhi galti kyu na ki ho kuch bhi lekin ye aapki life se badi kbhi nhi ho skti..Agar koi apni jindagi isliye nhi jeena chahta ki usse koi galti hui hai to usse apni galti sudharni chahiye na ki apni life ka end...jindagi ko humesha mauka Dena chahiye khud k liye, apni family k liye..jindagi ko bus jeena chahiye apne liye..Har us pal ko Jo hume jindagi ne Diya hai...Jo bhi hota hai sb achche k liye hi hota hai.

Comments

Post a Comment